MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business
MouthShut Logo
28 Tips
×
Supported file formats : jpg, png, and jpeg


Cancel

I feel this review is:

Fake
Genuine

To justify genuineness of your review kindly attach purchase proof
No File Selected

Oye Raju pyaar na kariyo, Dil toot jata hai
May 24, 2005 03:47 PM 39484 Views
(Updated May 24, 2005 04:27 PM)

“Hein sabse madhur woh geet jinhen Hum dard ke sur mein gaate hein”


Very sorry to all the frens who don’t know Hindi much, but if you have a great idea of Hindi songs, then u will sense, coz every single Hindi line is itself a song.


-


Here comes the pain. I can hardly type this message through my tears.


Few days back I started working on best tragic songs, never thought this will become reality and they would become part of my own life.


Our heart is made of mirror, when it gets broken, never sounds even but screams deep inside. Once this storm gets calm, it results squall outside. At that moment you just want to scream aloud and tear down everything, flowerpots, idols, books, papers, crockery, telephone whatever comes on the way.


Wanna cry cry n cry……………plz leave me Alooone


A broken heart is a lonely heart. Its panic.


*In the heart there is sorrow,


In the heart beat there is sadness


What can I do that my feelings are like this.*


Poor heart, Someone said very true


*“Ishq Hota nahin Sabhi ke liye, Yeh bana hai yeh bana hai Kisi kisi ke liye”


Love always makes u cry.


~


I**f ur love leaves you in the middle, shatter ur dreams, even then u want to wait for ur love


“Dil todne wale tujhe dil dhoond raha hai, awaaz de tu kaun si nagaree mein chupaa hai”


But ur love never comes


“Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba, aaye jo kabhi to phir jaye na rabba,


Dene ho gar mujhe baad mein aansuuu, to pahle koi hansaye na rabba”


Ur heart will only cry


“Mujhse hui bas yeh khata, Maine Tujhe Chaha Sanam


Chup Chup Ke Roti Rahi, Tune Diye Kaise Yeh Ghum


O Bekhabar Be Raham, Karle Chaahe Jitne Sitam


Na Chaahat Kabhi Hogi Kam, Mujhe In Aasoon Ki Kasam


Maine Kiya Hai Tujhse Sachcha Pyaar, Maine Kiya Hai Tujhse Sachcha Pyaar”


~


When you both are in love, but due to family problems you can’t get married and one of you withdraw and get married to someone else, it leave one to say


“Hum bewafa hargiz na the, per hum wafa ker na sake”


And other to cry


“Tujhe yaad na meri aayi kisi se ab kya kahna, dil roya ke ankh bhar aayi, kisi se ab kya kahna”


“Aaj hum bichde hein to kitne rangeele ho gaye, meri aankhen surkh, tere haath peele ho gaye”


~


There are such people also, who r lonely cry to get love at least once,


“Koii hota jisko apna, ham apna kah lete yaaro,


Pass nahin to door hi hota lekin hota mera apna”


But the hard fact is


“Her Kisi ko nahin milta yahan pyar zindagi mein, khushnaseeb hein who jinko hai mili yeh bahar zindagi mein”


~


When love is one sided and you have expressed ur feelings. Very pathetic situation.


Sach mere yaar hai bas wohi pyar hai, jiske badle mein koi to pyar de, baki bekar hai yaar mere, ho yaar mere


The worst condition is, when ur lover is making you fool n you also know this.


U wanna say quit playing game with my heart, but u can’t, coz ur heart will never permit u, moreover u know u will depart this life otherwise. One day all of the sudden he quits n leaves u to yell n cry alone


“Deewaron se milker rona achha lagta hai, hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai”


~


In any of the case we blame to god only


“Banake kyon bigada re, bigada re naseeba upper wale upper wale”


Perfect expressions


“Sheesha ho ya dil ho, akhir toot jata hai,


Lub tak aate aate haanthon se sager chooth jata hai, toot jata hai toot jata hai”


Lekin “Takdeer ka fasana jaaker kise sunayen, is dil mein jal rahi hein armano ki chitayen”


_


Well Frens here is the collection of sad songs, my heart collected. No need to explain, as expressing the pain by themselves.


1.Dil ke armaan aansuon mein bah gaye, hum wafa kerke bhi tanha rah gaye


Nikaah –Raj Babbar, Salma Agha, singer: Salma Agha


2.**Tum Bin Kya Hai Jeena, Kya Hai Jeena, Tum Bin Kya Hai Jeena


Tum Bin Jiya Jaaye Kaise, Kaise Jiya Jaaye Tum Bin*


Sadiyon Se Lambi Hain Raatein, Sadiyon Se Lambe Hue Din


Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai


Tum bin –Sandali, Priyanshu, Himanshu, Singer: Chitra


3.**Manzilen apni jagah hein, raste apni jagah,


Jab kadam hi saath na de, to musaafir kyaa kare*


Sharabi –Amitabh, Jaya prada, singer: Kishore


4.**Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin, shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin,


Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin, zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin*


Aandhi –Sanjeev Kumar, Suchitra Sen, Singers: Lata, Kishore


5.**Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam,


Mehboob kaa jo, bas lete hue naam, mar jayen, mit jayen, ho jayen badanaam*


Rahane do chhodo bhii jaane do yaar


Hum naa karenge pyaar


Kati Patang –Rajesh Khanna, Asha Parekh, Singer: Kishore


6.**Jaane kahan gaye who din, kahte the teri yaad mein nazron ko hum bichayenge,


Chaahe kahin bhi tum raho, chahenge tumko umra bhar, tumko na bhool payenge*


Mera naam joker –Raj kapoor, Singer: Mukesh


7.**O saathi re tere bina bhi kya jeena


Phuulon mein kaliyon mein, sapnon ki galiyon mein, Tere bina kuchh kahin na*


Muqadder ka sikander –Amitabh, Singers: Lata, Kishore


8.**Neela asmaan so gaya ho, Neela aasmaan so gaya


Aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi*


Zindagi mein door tak phaili hai tanhaayi


Jo guzre ham pe woh kam hai, Tumhaare gham ka mausam hai


Neela aasmaan so gaya


Silsila –Amitabh, Rekha, singer: Lata


9.Jab dard nahin tha seene mein tab khaak maza tha jeene, ab ke shayad hum bhi royen saawan ke mahine mein


Anurodh –Rajesh Khanna, Simple kapadia, Singer: kishore


10.**Khilona jaanker tum to mera dil tod jaate ho


Mujhe is, haal mein kisake sahaare chhod jaate ho*


Khilona –Sanjeev Kumar, Singer: Mohammad rafi


11.Zubaan pe dard bhari dastan chali aayi, bahar aane se pahle khija chali aayi


Maryaada, singer: Mukesh


12.**Kasme vaade pyar wafa sab, baatein hein baton ka kyaa,


Koi kisi kaa nahin ye jhuthe, naate hain naaton kaa kyaa*


Upkaar – Pran, Manoj Kumar, Singer: Manna Dey


13.Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai, yaad aane se tere jaane se jaan ja rahi hai


Love story –Kumar Gaurav, Singer: Amit kumar, Lata


14.Dil ka khilona haye toot gaya, koi lutera aake loot gaya


Goonj uthi shehnai – Rajendra Kumar, Singer: Lata


15.**Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota,


Agar toofan nahin aata, kinara mil gaya hota*


Aap aaye bahar aayi, singer: Mohammad Rafi, Lata


Continued in the comment section.


image

Comment on this review

Read All Reviews

X