Jun 18, 2022 09:24 PM
293 Views
(via Android App)
(Updated Jun 18, 2022 09:26 PM)
Hello friends here I come with my new reviews today I am telling about this TV that is for your information and this is my personal experience with the oneplus TV.
Yah baat UN dinon ki hai jab main dasvin mein padha karta tha tab hamare ghar ki TV kharab ho gai thi lagbhag sare circuits jal gaye the hamare ghar ke jo bhi vah the kyunki achanak se short circuit hone ke vajah se almost hamare ghar ke sare chise jal chuke the to humne decide karke isko repair karke Ham dusri TV lenge to hamare uncle ne hamen suggest kiya kya oneplus ke sabhi materials kafi acche hote hain chahe vah mobile Ho ya TV to humneSocha ki oneplus y 1S ki TV liya jaaye kyunki Maine iska holding aur advertise bahut dekha tha Maine Socha ke TV kafi acchi hogi to maine papa ko yah suggestion Diya ke is waqt Ham oneplus ke yahi TV lete hain kyunki yah kafi acchi clarity ke sath mein low budget TV hai hamare budget mein bhi fit hoti hai to Ham market jakar yah TV ko bye karke lekar aaye lagbhag 1 mahine ke bad mein se iske problem chalu ho gaye Ham hamen nahin pata tha ki humne Jo utha laya hai vah ab Tak ka oneplus ka sabse bekar Mal tha to humne isko service center mein bhi dikhaya aur humne kaha ki iska picture quality barabar nahin hai yah sirf 480 pixel per hi chal raha hai isase jyada clarity nahin de raha hai aur uski sound clarity bhi utna khas nahin tha kyunki ? -? iske andar se fatane ki awaaz a rahi thi kafi koshish karne ke bad bhi humne vah repair nahin hua to service center mein jaane ke bad bhi repair karvane ke liye jab Ham Gaye to vah warranty mein hone ke bavjud bhi vah uska humko paise karna pada kyunki vah samajhte the ki humne usko kharab Kiya hai humne to kuchh Kiya bhi nahin tha normal kabhi bhi ek bar TV chalate the kyunki ham log Sab kam per hi jaate Hain papa teacher aur mummy bhi teacher hain to isiliye ghar mein koi dekhne wala nahin hota tha main main School Jaya karta tha jab bhi sham milta tha sham mein waqt milta tha tabhi Ham dekhte the to humne usko bahut samjhaya dekho bhai yah hamari vajah se nahin hua hai ya aapki TV ka fault hai isko repair karke de do lekin vah service center wale bahut hi badtamiz the Na to unhone hamen sidhe se respect diya na hi to usko warranty mein vah repair Kiya FIR humne usko paise dekar repair kara thode din jaane ke bad mein lagbhag tu bhi khone ke bad mein se uska dusra problem chalu hua ki uske andar sound hi nahin a raha tha aur na hi iske uska remote kam kar raha tha to humne FIR usko service center mein dikhaya service center walon ne kaha ki iske liye aapko pay karna padega yah hamari service mein nahin aata hai to aise Hi karke FIR humne per kya aisa lagbhag char bar hamare sath ho chuka hai humne yah oneplus ka TV lekar bahut badi galti kar di pura paisa West Ho Gaya Na to kuchh kam aaya nahin to kuchh kam ka tha isiliye friend kahta hun isko bye karne se pahle soch Lena ek martba thank u dusra TV le le