MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business
MouthShut Logo
Upload Photo
Heeramandi Image

MouthShut Score

94%
3.94 

Acting:

Plot:

Mass Appeal:

Look & Feel:

Ɨ
Supported file formats : jpg, png, and jpeg


Cancel

I feel this review is:

Fake
Genuine

To justify genuineness of your review kindly attach purchase proof
No File Selected

Verified Member MouthShut Verified Member
Kolkata India
HEERAMANDI !!!
Nov 16, 2024 11:45 PM 70 Views (via Android App)

Acting:

Plot:

Mass Appeal:

Look & Feel:

HEERAMANDI ( 8 EPISODE WEB SERIES, SEASON 1) !


REVIEWED BY: ARINDAM SAIN


'Humein dekhni hain azaadi; har haal mein dekhni hain.' 'Mulk ya Mohabbat ? ' 'Bideshi choro, swadeshi apnaao.' 'Poore Lahore pe hamara nazar hain.' 'Azaad hee rahe hain, azaad hee rahenge.' 'Jab tak mard ko chhoone na do, gulaam bann ke raheta hain.' 'Dimaag kitna bhi rok le, dil knheech hee laata hain.' 'Jahan mohabbat, wahan tabaahi.' 'Ishq karne se kahan darta hain, Ishq toh mar kar hee Ishq karta hain.' 'O Saaiyaan ! hato jaao, tum bade woh ho.' 'Aurat ke aasli dusman toh uske khwab hote hain.' 'Humein ghar ghar mein mashoor hone ki zaroorat nahi, hum Chaand hain.' 'Hum chahe toh poore Lahore ko khareed sakte hain'. Men will be MEN; welcome to the 'Diamond DEN'. Love is everywhere, either you chase it or it chases you. 'Ek baar dekh lijiye, deewana bana dijiye.' Search for a pearl under the water ! Tajdar returned to his motherland after studying at Oxford University for six years. 'Hindustan ke saare Nawab naukar hee toh hain angrez o ke.' 'Hum ghulami ke khilaf hain'.


Dil chori kya hua, shuru huya Diamond cutting. 'Heera hain yeh ! ' No poetry inside the haveli ! 'Sazaa hum jism ko nahi, rooh ko dete hain.' The freedom fighters continued the revolution. 'Angrezo, Bharat chhoro. Inquilab Zindabad.' 'Kitaab padhne ka waqt nahi hain, jawaab dene ka waqt hain.' Attack is the best defense. 'Maarenge ya marenge.' Who visited the library ? 'Yeh toh hamare dil le ke chali gayi.' Who killed Rehana and why ? Nawab Zulfiqar bribed the British cop and the case was closed. 'Hum bekasoor hain.' Zorawar naa aaya lekin woh yaadein dil se na gaya. Whose handkerchief was that ? 'Seena baadhne se, armaan nahi bann jaate.' Lajjo aayi ish shaam ko karne RANGIN; kaisi rahegi woh apne sahab ki BIN. 'Masoom dil hain mera, isse todh diya jaaye.' Aakhir Zorawar kis ka beta hain ? Lajjo ko mil gayi azaadi ! 'Azaadi ki sokh nahi maanate, jashn maanate hain.'


Fareedan wants to take a sweet revenge ! 'Ek janaaja sajaa kar jaayenge ! ' New neighbour ! The game of Chess begins. Target Wali first ! 'Yeh chori nahi hain meri jaan, daaka hain daaka.' The lovebirds met for the third time ! Taj nahi, kahiye TAJDAR; aagla mulaakat dargah pe hogi, aye mere DILDAR. Dargah pe aaya dono, par naa huyi ek doosre se MULAAKAT; aab karo intezaar aagle hafte tak, karne ke liye BAAT. Who went to meet Alastair Cartwright ? 25 saal purana woh file mila kya ? 'Bibbojaan ka aakhri mujra ! ' Sahab koi bhi churaye, lekin Shahi Mahal mein Paisa aana chahiye. Why was Iqbal desperate to earn 10, 000 rupees within 15 days ? Bechari Alam bol na paayi apni dil ki BAAT; khaali hoti rahi MULAKAAT. 'Waise pasand acchi hain tumhari.' Sympathizers of rebels ! 'Shayar bhi toh aajkal inquilabi ho gaye hain.' The lover closed the door ! 'Kundan ki qeemat har koi nahi samajh paata.' Sister of Sarfaraz ! Qudsia liked her.


'Hum ek din mein musibat ko nahi jaane dete, hum ek din mein ish pyaari bacchi ko kaise jaane de.' Mohabbat jo ho gayi hain, yeh hain dil ka rog, aa ke kya karega BAID; ish dil mein sirf tum hee tum ho, mere ko bhi apne dil mein kar lo tum QAID. Aap ke zakhm dikhte hain, par mera nahi, lekin dono ko hee chaiye azaadi. Mil gayi Eid ka Eidi ! 'Barbaadi ke raaste pe chal padhe hain aap, sambhal ke jaaiyega.' Old files are always dangerous indeed ! 'Humein sirf Mallika ki tabaahi de do.' Why export the quality products ? 'Yeh aam sab Hindustan ke bazaar mein hee bikengi.' Dil mein laagi hain aag, dekho aayi hain BAARISH; ek baar humein dekh lijiye, baas yehi hai GUZARISH. Milne ke liye dil hain hamesha BEKARAAR; arrey huzur, yeh hain Ishq da BUKHAAR. Black & White Chessboard of Blackmailing ! The Imperial Police raided at theĀ  Amrood Kothi ! 'Jwalne ko hain taiyaar hum, parwaana bana dijiye.'


The British cops showed their bloody blood. 'Shikaar sher ne nahi, kutto ne kiya.' Who was Begam Mirza of Calcutta ? Dus toh baaj gaya, lekin baraat na aaya ! The pregnant woman gave her first performance that night. 'Pehli baar apni jeet pe khushi nahi ho rahi hain.' Palte hain yahaan nawab o ke bacche, raat ko knaapte hain PALANK; Chaand khubsurat bhi hain, aur laage bhi hain ush pe KALANK. Jannat ki odh udh gaya pyar ka PARINDA; lekin do rooh mein abhi bhi hain pyar ZINDA. 'Mard saath chorh deta hain, mitti nahi chorhti.' The freedom fighters were waiting for an opportunity to take the sweet revenge. General Henderson has been gunned down. Hamid started his journey towards heaven to meet Tajdar and Rizwan. 'Rani aa wagaabat nahi, jung karti hain.' Ustaad gave Alamzeb, the golden chance to take the sweet revenge. 'Aurat ki jung kabhi khatam nahi hoti.' Bibbojaan became the first martyr from "HEERAMANDI".


image

Comment on this review

Read All Reviews

YOUR RATING ON

Heeramandi
1
2
3
4
5
X