Aug 19, 2023 11:48 PM
108 Views
(via Mobile)
(Updated Aug 19, 2023 11:50 PM)
Please replace workshop manager and advicers Baat karne ki tamez nahi h workshop manager or advicers ko.... Nihat badtameez, shameless, badtameezi se bat krna, dusre customers ke samne dusre customers ko ulta seedha bolna, kaam na krne ki dhamki dena.... Tvs motors se rqst h.... Padhe likho ko kaam pe rakho kyuki isse tvs ka nam badnaam ho raha hai kisi or ka nahi..... Agr koi part repair ho raha ho toh vo repair nahi hoga direct change hoga.... Kyuki customer jaye to dobara koi dikkat ho toh wapas na aaye .... Muh mange paise chahiye inko mehnga saman dalvate hai or bs naam ki kaam showroom se ho raha hai Chahe Customer ko koi bhi dikkat hora ho.... Agr tm zabardasti koi kam karvaoge to aapko bhaga denge or koi kaam nahi krvayenge , , , , customer bewakoof h jo bar bar apna time pas krne jayenga inke pas....
Plz koi iss Gs tvs ke workshop pe na jaye agr beizzati nahi krvani ho toh